Saturday 15 September 2012

Qayamat kiya h..

Kaha “ABBAS a.s” ne mujhe fouj ki zarorat kia hai,

Jub “bazoo” pe bharosa hai toh “talwar” ki zrourt kia hai,

hath pey “ALI a.s” ka Alam laya hoon,

Dekh kar
“MASHKIZA” samajh lo meri niyat kia hai,

Kash “HUSSAIN a.s” mujhe larne ki ijazat de den,

Eik hamle main bata don’ga
“Qayamat” kia hai…

No comments:

Post a Comment