Tuesday 18 September 2012

QAdam qadam pe tha ik marhala main kya karTA

Qadam Qadam pe tha ik Marhala
mein kya karta
Taweel hota gaya Faasla main kya karta

Ghum-e-Hayat

Ghum-e-ishq aur Ghum-e-Ehbaab
Ulajh gaya tha har ik Silsila Main kya karta

Wo Aansuon ki Zubaan jante na they

Mujhe Bayaan ka na tha Hausla
Main kya karta..!

No comments:

Post a Comment