Tuesday 18 September 2012

Methi si DOSti JAB SA Ehsas

Methi si dosti ajab sa ehsas
Awaz main jadu matwali baat
Kudrat ka karishma tera andaz
Khilkhilati hansi meri madhoshi ka raaz

Kya kahoon kis kadar tera hua hai asar
Teri deewangi ka hua main kayal
Dostana tera rakhunga sang zindagi bhar
Tera ahesas hai mere sang har pal

Tu na samajh khud ko tanha is kadar
Na tera dil tanha na tanha tara safar
Dosti ka jo haath thama hai sanam
Aapna doatana kabhi na hoga kam

Pyari hai humari dosti pyari ye gazal
Tere naam hai yeh ek pigaam Meri JAAN

No comments:

Post a Comment