Wednesday 28 November 2012

Khamosh Tahy Hum To Magroor Samajh Liya

Khamosh the hum to magrur samaj liya
chup the hum to majboor samaj liya

yehi aapki galti hai ke itne kareeb the hum
phir bhi aapne door samajh liya.

Uski Bhi Koi Majboori Rahi Hogi


Uski bhi koi majburi rahi hogi
Varna yuhi koi bewafa nahi hota !!
Ye to hum the isliye samaj gaye
varna har koi samajdar nahi hota........

Kuch To Majboori Hogi Uski

Kuch to Majboori hogi USKI warna Yu hi "ladkiya Bewafa NAHI Hoti".

Tujhse bichra to pasand aa gai be tarteebi


Tujh Se Bichra To Pasand Aa Gai Be''Tarteebi
Uss Se Pehle Mera Kamra Bhi Gazal Jesa Tha

Zindagi mn koi acha lagay to usay chahna pyar mat karna,,


Zindagi Main Koi Acha Lagay To Usay Chahna Pyar Mat Karna,,
Kyun K Pyar Khatam Ho Jata H,Chahat Kabhi Khatam Nahi Hoti

Tuesday 27 November 2012

Chalo rakhte hain wafa unwan-E-guftagu,


Chalo Rakhte Hain "WAFA" Unwan-E-Guftagu
Phir Dekhte Hain Mehfil Main Rehta Hai Kaun Kaun

Yaqeen h k na aayenge wo hum se milne


Yaqeen Hai K Na Aayenge Woh Hum Se Milne
Phir Ye Dil Ko Mere Intezar Kesa Hai

Jinhain Khuwab dekhna acha lagta hai


Jinhain Khuwab Dekhna Acha Lagta Hai....
Unhain Rat Choti Lagti Hai,
Or Jinhain Khuwab Poora Karna Acha Lagta Hai...
Unhain Din Chota Lagta Hai.

Ye ishq-O-Mohabbat b samj se bala''tar hn


Ye Ishq-O-MohaBBat Bhi Samaj Se Bala''tar Hain~~Hina
Ilam Hota To Aalim Hotay, Fan Hota To Mahir Hotay

Aao gala ghont dain iska


Aao Gala Ghont Dain ISKA
Main MOHABBAT Pakar K Laya Hoon

Ager wo pooch len humse k kis baaat ka gham h


Ager Wo Pooch Lain Hum Se K Kis Baat Ka Gham Hai
To Phir Kis Baat Ka Gham Ho Ager Wo Pooch Lain Hum Se

Sooraj hmain Hr shaam ye dars deta h


Sooraj Hamain Har Shaam Yeh Dars Deta Hai
Magrib Ki Taraf Jaogy To Doob Jaoge

Wo Kesa Shaks Hai Har Roz Saza Deta Hai


Hum Ne Soch Rakha Hai..


Ik zara sa jo pyar milta h bhool jati h sare gham pagli


Ik Zara Sa Jo Pyar Milta Hai 
Bhool Jati Hai Saare Gham Pagli

Be"wafai ki sab kitabon main


Be'Wafai Ki Sab Kitabon Main
Tere Jesi Koi Misal Nahi

Sajdon k aiwaz firdos mile ye bat mje manzoor nh


Sajdon K Aiwaz Firdos Mile Ye Baat Mujhe Manzoor Nahi
Be Loas Ibadat Karta Hoon Banda Hoon Tera Mazdoor Nahi

Ik Qisa..


Tere hote huye b aey Khaliq muj p hr shaks ne khudai ki


TERE  HOTE  HUYE  BHI AEY  "KHALIQ"
MUJH  PAR  HAR  SHAKS  NE  KHUDAI KI

Chehre ajnabi ho jaen to koi bat nh

Chehre Ajnabi Ho Jaen To Koi Baat Nahi 'Mohsin'
Lehje Ajnabi Hon To Bari Takleef Dete Hain...!!!

Khud se b zyada ho yaqeen tum ko kisi par


Khud Se Bhi Zyada Ho Yaqeen Tum Ko Kisi Par
Wo Shaks Hi De Jaye Daga Kesa Lagega

Haqiqat kharafat mn kho gai


Haqiqat Kharafat Main Kho Gai
Ye Umat Riwayat Main Kho Gai
                                               IQBAL

Sajda ishq ho to ibadat mn maza ata h


Sajda ishq ho to ibadat mn maza aata h
khali sajdon mn to duniya hi basa karti h
log kehte hain k bas farz adaa karna h
esa lagta h k koi qarz liya ho RAB se
tere sajde kahin tujhe kafir na kar den "aey Iqbal"
tu jhukta kahin or h or sochta kahin or h

Apni Tanhai Mere Naam Pe Aabad Kare


Bare shok se marjaenge..


Bare Shok Se Mar Jaenge Hum Mager Shart Hai K
Tum Samne Beth K Sanson Ka Tasalsul Toot'ta Dekho..

Log to majboor hen marenge pathar


Log To Majboor Hain Marenge Pathar
Kyun Na Hum Sheeshon Se Keh Den Toota Na Karen

Wo kisay oron k honge jinhe sun kr neend ati hogi


Wo Kisay Oron K Honge Jin Ko Sun Kar Neend Aati Hogi
Tarap Jaoge Kaanp Uthoge Sun K Dastaan Meri

Ghar apna bana lete Hain jo dil main hamare


Ghar Apna Bana Lete Hain Jo Dil Main Hamare 
Hum Se To Parinde Wo Uraaye Nahi Jate

Khoob Karte Ho Dil Lagi "SAHIB"


Zindagi Bhar etbar uska na main karta mager


Zindagi Bhar Etabar Uska Na Main Karta Mager
Oos Ne Is Andaz Se Meri Qasam Khai K Bas

Justaju Jiski Ki Thi


Lambi Musafaton Ne Chupke Se Kaha Sahib


Lambi Musafaton Ne Chupke Se Kaha Sahib...!!
Tanha Jo Aa Rahe Ho MOHABBAT Se Kiya Mila..??

Gandum Ameer Shehr Ki Hoti Rahi Kharab


Gandum Ameer Shehr Ki Hoti Rahi Kharab
Bachi Kisi Mazdoor Ki Faqon Se Mar Gai

Nahi Qabil Tere Lakin


Nahi Qabil Tere Lakin Munasib Jo Ager Samjho 
Yaad Rakhna Duaon Main Yhi Hai Dua Aey Dost

Waqt Acha Zaroor Aata H

Waqt Acha Zaroor Aata Hai 
Par Kabhi Waqt Par Nhi Aata

Aawaz Main Thehrao Tha


Jurm Sirf Ishq Tha...???

jurm sirf ishq tha....???
to saza-e-mout detay
ye tanhai kyun?

Tufaan Ki Lehron Ruk Jao Na Le Jao Mujhko Saahil Par

Tufaan ki lehro ruk Jao Na le Jao Mujh ko Saahil par
Kashti ki Qasam,Mojon ki Qasam,Saahil pe Hamara koi nahi

Kehti Rahi Par Aya Na Yaqeen Usko Wafa Par Meri

Kehti rahi par aya na yaqeen usko wafa par meri
Jo hansta raha auro ka saath deyta raha har baat par meri

Ek taraf tou Lipta raha wujood say merey
Dusri taraf Dushmano ko deyta raha Fouqiat har baat par meri

Merey liyey na sahi kuch logo k dar say he KARAM kiya
Ehsan tha tumhara YA ikhtiyar tha sirf us saa at par Meri

Thaam na saka jo meri MUHABBAT ko apney mazboot kaandho par
Janey kyu jacha raha wo BEYWAFA ab tak nigah par Meri

us BEYWAFA ki khatir kiya khud ko BARBAAD
Bey naam -o- nishaan kar gaya jo wujood Zindagi par Meri

Chor Ye Baat Mile Zakham Kahan Se Mujhko

Chor ye baat milay zakham kahan se mujhko
Zindagi itna bata kitna safar baqi hai

Wo Kehta Hai Bata Tera Dard Kaise Samjhuoon

Wo Kehta Hai Bata Tera Dard Kaise Samjhoon
Main ne Kaha Ishq Kar Bohat Kar Aur Kar K Haar Jaa

Saamne Manzil Thi Or Peeche Uss Ki Awaaz

Saamne Manzil Thi Aur Peeche Uss Ki Aawaaz
Rukta Toh Safar Jaata, Chalta To Bichhar Jaata,

Mekhana Bhi Ussi Ka Tha, Mehkaar Bhi Ussi Ka Tha,
Agar Peeta To Imaan Jata, Na Peeta To Sanam Jaata,

Saza Aisi Mili Mujh Ko, Zakham Aise Lage Dil Par,
Chhupata To Jigar Jaata, Sunata To Bikhar Jaata,

Mere Gham Ki Dawa Na Thi Siwaye Yaar Ke Koochay Ke
Main Jaun To Kidhar Jaun, Main Jata To Kidhar Jata.

Aisa Toota Hai Tamanaon Ka Pindaar K Bus

Aisa toota hai tamanaon ka pindaar k bus !
Dil ne jhailay hain mohabbat mein wo azaar k bus !


Ek lamhay 
mein zamanay mere hathon se gaye !
Es qadar taiz hui waqt ki raftaar k bus !

Tu kabhi rakh k humein dekh to bazaar k beech !
Es tarha toot k aaein gay kharidaar k bus !

Kal bhi sadiyon ki musaafat pe kharray they donon !
Darmiyaan aaj bhi parti hai wo deewar k bus !

Ye to ek zid hai k Mohsin main shikayat na kerun !
Warna shikway to hain etnay mere yaar k bus !

Ye Aadatain Ye Tabasum Ye Mast Nigahain..!

Ye Adaaien Ye Tabassum Ye Mast Nigaahein...!
Hijab Orho Kay hum Phir Se Ujar Naa Jaein Kahin

Dekht Hoon Tasvee-e-Yaar To Aata Hai Rashk

Dekhta Hoon Tasveer-e-Yaar To Aata Hai Rashk
Her Baat La-Jawaab Thi Agar Bewafa Na Hota

Sab K Honton Pe Mere Baad Hain Batain Meri

Sab K hontoon pe mere baad hain batein meri
Mere dushman mere lafzon k bhikari nikle

Ik janaza utha maqtal se ajab shaan k sath
Jese saj kar kisi fateh ki sawari nikle

Behte ashkon se shuaoon ki sabelein photen
Chubhte zakhmon se fan-e-naqsh nigari nikle

Hum ko har doar ki gardish ne salami di hai
Hum wo pathar hain jo har doar main bhari nikle

Aks koi ho khad-o-khaal tumhare dekhon
Bazm koi ho magar baat tumhari nikle

Apne Dushman se main be-waja khafa tha
Mere qatil to mere apne hawari nikle

Wo Dilawar Jo Siah Shab K Shikari Nikle

Wo dilawar jo siah shab k shikari nikle
Wo b charhte hue sooraj k poojari nikle

Monday 26 November 2012

Khamosh Reh Tanha Beth Ro Or Fariyad Kar

Khamosh reh Tanha beth Roo Or Yaad kar us ko
Tune Ishq kia hai Gunah chota nahi hai Tera

Sunday 25 November 2012

Suna Hai Ishq Se Teri Bohat Banti Hai

--Suna Hai Ishq Se Teri Bohat Banti Hai
Ek Ehsan Kar Us Say  Pooch Qasoor  Mera

Zakham Khareed Laya Hu Bazar-E-Dard Se

 zakham khareed laya hoon bazar-e-dard se
dil zid kar raha tha mujhe mohabbat chahiye