Sunday, 18 November 2012

NOOR-E-KHUDA

noor-e-khuda... noor-e-khuda
ajnabi morr hai, khof har or hai
har nazar pe dhuwaan chaa gaya
pal bhar mein jaane kya hogaya
aasmaan zard hai, aahain bhi sard hain
tan se saaya juda hogaya
pal mein bhar jaane kya hogaya
saansain ruk si gai, jism chin sa gaya
toote khuwaabon ke manzar pe tera jahaan chal diya

noor-e-khuda, noor-e-khuda
tu kahaan chupa hai, hamain yeh bata
noor-e-khuda, noor-e-khuda
yun na ham se nazrain phira
noor-e-khuda, noor-e-khuda
tu kahaan chupa hai, hamain yeh bata
noor-e-khuda, noor-e-khuda
yun na ham se nazrain phira
noor-e-khuda, noor-e-khuda


nazr-e-karam farma hi de
deen-o-dharam ko jaga hi de
chalti huwi tanhaiyan
roothi huwi parchaiyan
kese urri yeh hawa
chaaya yeh kesa samaan
rooh jam si gai
waqt tham sa gaya
toote khuwaabon ke manzar pe tera jahaan chal diya

noor-e-khuda, noor-e-khuda
tu kahaan chupa hai, hamain yeh bata
noor-e-khuda, noor-e-khuda
yun na ham se nazrain phira
noor-e-khuda

ga ma pa ni sa ga


kuch aise lamhon ko aas teri
zakhmi dilon ko hai pyaas teri
har dharkan ko talaash hai teri
tera milta nahi hai pata
khaali aankhain khud se sawaal karain
amn ki cheekhain behaal karain
behta lahu faryaad karay
tera mit-ta chala hai nishaan
rooh jam si gai
waqt tham sa gaya
toote khuwaabon ke manzar pe tera jahaan chal diya

noor-e-khuda, noor-e-khuda
tu kahaan chupa hai, hamain yeh bata
noor-e-khuda, noor-e-khuda
yun na ham se nazrain phira

noor-e-khuda, noor-e-khuda
aaj kal tu kahaan hai, yeh bata
[repeat x3]

No comments:

Post a Comment