Tuesday 27 November 2012

Sajda ishq ho to ibadat mn maza ata h


Sajda ishq ho to ibadat mn maza aata h
khali sajdon mn to duniya hi basa karti h
log kehte hain k bas farz adaa karna h
esa lagta h k koi qarz liya ho RAB se
tere sajde kahin tujhe kafir na kar den "aey Iqbal"
tu jhukta kahin or h or sochta kahin or h

1 comment: