ho yeh yeh yeh yeh... ho yeh yeh yeh...
ho yeh yeh yeh yeh... ho yeh yeh yeh...
jo bhi main kehna chaahun
barbaad karain alfaaz mere (alfaaz mere)
ho yeh yeh yeh yeh... ho yeh yeh yeh...
ho yeh yeh yeh yeh... ho yeh yeh yeh...
kabhi mujhe lage ke jese saara hi yeh jahaan hai jaadu
jo hai bhi aur nahi bhi hai, yeh fizaa, ghataa, hawaa bahaarain
mujhe karain ishaare yeh
kese kahun kahaani main in ki
jo bhi main kehna chaahun
barbaad karain alfaaz mere (alfaaz mere)
ho yeh yeh yeh yeh... ho yeh yeh yeh...
main ne yeh bhi socha hai aksar
tu bhi, main bhi, sabhi hain sheeshe
khud hi ko ham sabhi mein dekhain
nahi hun main, hun main to phir bhi sahi ghalat tumhara main
mujhe paana, paana hai khud ko
jo bhi main kehna chaahun
barbaad karain alfaaz mere (alfaaz mere)
ho yeh yeh yeh yeh... ho yeh yeh yeh...
No comments:
Post a Comment