jhula jhulaaye yeh panghat, nadiya kinaare yeh aangan
nindiya too aana hawa ke sang, mujhko bhi tu dikhaana apane rang
suno mere diljaani yeh kahaani maani, ek din mere sang yeh jaha tha
mera kuchh aur tera hi armaan, jaane dil mein kya kuchh yeh basa tha
nindiya too aana hawa ke sang, mujhko bhi tu dikhaana apane rang
suno mere diljaani yeh kahaani maani, ek din mere sang yeh jaha tha
mera kuchh aur tera hi armaan, jaane dil mein kya kuchh yeh basa tha
yeh meri hai kahaani, yeh meri kahaani
jhula jhulaaye yeh panghat, nadiya kinaare yeh aangan
nindiya tu aana hawa ke sang, mujhko bhi tu dikhana apane rang
tera mera galiyo main yu phirna, phirte phirte rat ko yu thakna
thak ke naani ki godi mein sona, pariyo ke dais jake nahaana
yeh meri hai kahaani, yeh meri kahaani
koyi fikar thi na koyi bahaana, muththi mein tha jaise zamaana
kachchi zubaan mein wo geet gaana, naye khilaune sabko dikhaana
maang liya zindagi se zyada, chhin gaya woh jisne kiya waada
kaun laaye woh pal jo suhaane, bite the jo woh guzre zamaane
yeh meri hai kahaani, yeh meri hai kahaani ee ee ee ee........
la la la lalalala la la.........
No comments:
Post a Comment